Soch ka hai sab kamaal warna kya hindu kya musalmaan
Bhinn hai sab phir bhi sab kehte hain mera bharat mahan
Tahzeeb hain yahan ki mitti mein banke laal lahoo
Rang bhed se hai jo pare aise desh k bare meiin aur kya kahoo
Ye hai anginaat mahapurushon ki janm sthali
Dharashaayi kardein jo kisi bhi desh aise hain hum bahubali
Swabhao se hain hum log hain kuch shaant pravirti ke
Faaydaa uthate hain iskaa kuch mulq ku-parviti ke
Aye mere hum wataon apne andar ki soch ko badlo
Dushamno ka toh khatma ho jayega pehle apne ko toh badlo
© Asim
No comments:
Post a Comment