Apne karam ki kar adayein
Yaara…
Mujhko iraade de, kasmein de vaade de,
Meri duaaon k ishaaron ko sahaare de…
Dil ko thikaane de, naye bahaane de,
Khwabon ki baarishon ko mausam ke paimaane de…
Apne karam ki kar adayein….
Kar de idhar bhi tu nighaaein,
Sun raha hai na tu?
Ro raha hu main….
Sun raha hai na tu?
Kyon ro rha hu main….
Manzilein ruswaa hain, khoya hai raastaa,
Aaye le jaaye itni si iltazaa…
Ye meri zamant hai…
Tu meri amaanat hai….
Apne karam ki kar adayein….
Kar de idhar bhi tu nighaaein,
Sun raha hai na tu?
Kyon ro rha hu main….
Waqt bhi thehraa hai,
Kaise kyon ye huaa…
Kaash tu aise aaye jaise koi dua..
Tu rooh ki rahat hai…
Tu meri ibadat hai…
Apne karam ki kar adayein….
Kar de idhar bhi tu nighaaein,
Sun raha hai na tu?
Sun raha hai na tu?
Kyon ro rha hu main….
Yaara…
Mujhko iraade de, kasmein de vaade de,
Meri duaaon k ishaaron ko sahaare de…
Dil ko thikaane de, naye bahaane de,
Khwabon ki baarishon ko mausam ke paimaane de…
Apne karam ki kar adayein….
Kar de idhar bhi tu nighaaein,
Sun raha hai na tu?
Ro raha hu main….
Sun raha hai na tu?
Kyon ro rha hu main….
Manzilein ruswaa hain, khoya hai raastaa,
Aaye le jaaye itni si iltazaa…
Ye meri zamant hai…
Tu meri amaanat hai….
Apne karam ki kar adayein….
Kar de idhar bhi tu nighaaein,
Sun raha hai na tu?
Kyon ro rha hu main….
Waqt bhi thehraa hai,
Kaise kyon ye huaa…
Kaash tu aise aaye jaise koi dua..
Tu rooh ki rahat hai…
Tu meri ibadat hai…
Apne karam ki kar adayein….
Kar de idhar bhi tu nighaaein,
Sun raha hai na tu?
Sun raha hai na tu?
Kyon ro rha hu main….
No comments:
Post a Comment