Soch ka hai sab kamaal warna
kya hindu kya musalmaan
Bhinn hai sab phir bhi sab kehte
hain mera bharat mahan
Tahzeeb hain yahan ki mitti mein
banke laal lahoo
Rang bhed se hai jo pare aise
desh k bare meiin aur kya kahoo
Ye hai anginaat mahapurushon ki
janm sthali
Dharashaayi kardein jo kisi bhi
desh aise hain hum bahubali
Swabhao se hain hum log
kuch shaant pravirti ke
Faaydaa uthate hain iskaa kuch
mulq ku-parviti ke
Aye mere hum wataon apne
andar ki soch ko badlo
Dushamno ka toh khatma ho
jayega pehle apne ko toh badlo
© Asim
Under a
Creative Commons
Attribution-NonCommercial-
NoDerivs 3.0 Unported
License.
kya hindu kya musalmaan
Bhinn hai sab phir bhi sab kehte
hain mera bharat mahan
Tahzeeb hain yahan ki mitti mein
banke laal lahoo
Rang bhed se hai jo pare aise
desh k bare meiin aur kya kahoo
Ye hai anginaat mahapurushon ki
janm sthali
Dharashaayi kardein jo kisi bhi
desh aise hain hum bahubali
Swabhao se hain hum log
kuch shaant pravirti ke
Faaydaa uthate hain iskaa kuch
mulq ku-parviti ke
Aye mere hum wataon apne
andar ki soch ko badlo
Dushamno ka toh khatma ho
jayega pehle apne ko toh badlo
© Asim
Under a
Creative Commons
Attribution-NonCommercial-
NoDerivs 3.0 Unported
License.