Manzilen bhi teri thi aur raasta bhi tera tha,
Ek tera pyar paa lun,bus yahi sapna mera tha,
Ek main akele reh gaya aur pura jahan bhì tera tha,
Mere sath rehne ki kasam bhi teri thi,
Phir akele chhodh jaane ka khayaal bhi tera tha,
Hathon mein haath le kar mujhe hasane ki socch bhi teri thi,
Meri Aankho mein Aansu dene ka silsila bhi tera tha.
Main kyun yahan tanha reh gaya?
Mera dil sawaal karta hai...
Kismat to teri thi par kya KHUDA bhi tera tha?
KHUDA BOLA:-
Use yaar banane ki galti bhi teri thi…
Uss par yakin karne ka khyaal bhi tera tha;
Usse kyon gum hogaa tere jaane ka??
Kyonki sachaa pyaar uska nahi,
Sachaa pyaar to sirf tera tha!

No comments:
Post a Comment