Main dhundne ko zamane mein jab wafa nikla
Pata chala ki galat leke main pata
nikla
Jiske aane se mukammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi mit gayi
thi har kami
Kyon bewajah diye saja kyon khwab deke
wo le gaya
Jiye jo hum lage sitam, Saza woh aise de gaya
Main dhoondhne ko uske dil mein jo
khuda nikla
Pata chala ki galat leke main pata
nikla
Dhoondhta tha ek pal mein, dil jise ye
sau dafa
Hai subah naraz us bin, roothi shaamein, din khafa
Woh aayein na, le jaayein na, haan uski yaadein jo hain yahan
Na rasta, na kuchh pata, main usko dhoondhoonga ab kahan
Hai subah naraz us bin, roothi shaamein, din khafa
Woh aayein na, le jaayein na, haan uski yaadein jo hain yahan
Na rasta, na kuchh pata, main usko dhoondhoonga ab kahan
Main dhoondhne jo kabhi jeene ki wajah
nikla
Pata chala ki galat leke main pata nikla
No comments:
Post a Comment