Pal.. do pal ki kyun hai zindagi
Iss pyaar ko hai sadiyan kaafi nahi
Toh khuda se maang loon
Mohallat main ek nai
Rehanaa hai bas yahaan
Ab door tujhse jana nahi…
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskuraahate hain taakat meri
Mujhko enhi se ummid mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Enmein hi sadaa hifaajat meri
Zindagaani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwaahisein teri ab duaayein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lautunga yahaan tere paas mein haan
Vaada hai mera, mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Iss pyaar ko hai sadiyan kaafi nahi
Toh khuda se maang loon
Mohallat main ek nai
Rehanaa hai bas yahaan
Ab door tujhse jana nahi…
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskuraahate hain taakat meri
Mujhko enhi se ummid mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Enmein hi sadaa hifaajat meri
Zindagaani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwaahisein teri ab duaayein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lautunga yahaan tere paas mein haan
Vaada hai mera, mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera hamdard hai
No comments:
Post a Comment