Tuesday, March 31, 2015
Saad Shukrana Lyrics - Mr. X | Ankit Tiwari feat. Emraan Hashmi
Aa bhi jaa raaton ki tarah
Aankhon mein neendon ki tarah (x2)
Shame wahin miley hum thhe jahaanAb tu kahaan yaara main kahaanTu sajda mera, sadqa meraJaana saad shukranaTu sajda mera, sadqa meraJaana sad shukrana
Kahaan hota hoon main pooraKahaan se hai tu jaana shuruKaise sukjhegi paheliJaisa main hoon waisi hai tu
Shame wahin miley hum thhe jahaanAb tu kahaan yaara main kahaanTu sajda mera, sadqa meraJaana saad shukranaTu sajda mera, sadqa meraJaana sad shukrana
Aankhon aankhon mein jaanaTeri aankhein ye kya keh gayiMere paaon ke tale se sadiyan kayi beh gayi
Shame wahin miley hum thhe jahaanAb tu kahaan yaara main kahaanTu sajda mera, sadqa meraJaana saad shukranaTu sajda mera, sadqa meraJaana saad shukrana
Teri Khushboo Lyrics - Mr. X | Arijit Singh ft. Emraan Hashmi
Teri khushboo aur teri saansein
Katra katra sab bhulayengiSilvatein jo tumne chhodi hainDheere dheere sab mitayenge
Kaatne ko itni lambi umr aage haiJaane kiske peeche tu bewajah bhaage haiAankh nam hoti hai hone doHonth lekin muskurayengeUski raaton se subah apniRafta rafta kheench laayenge
Aisa koi dil nahi jo kabhi toota nahiKaanch se ummeed kya rakhna...Aisa koi dil nahi jo kabhi toota nahiKaanch se ummeed kya rakhna...
Kaatne ko itni lambi umr aage haiJaane kiske peeche tu bewajah bhaage haiAankh nam hoti hai hone doHonth lekin muskurayengeUski raaton se subah apniRafta rafta kheench laayenge
Chal nayi shuruaat karBhool ke jo ho gayaHaath pe yun haath kya rakhnaO.. chal nayi shuruaat karBhool ke jo ho gayaHaath pe yun haath kya rakhna..
Kaatne ko itni lambi umr aage haiJaane kiske peeche tu bewajah bhaage hai
Teri khushbu aur teri saanseinKatra katra sab bhulayengiSilvatein jo tumne chhodi hainDheere dheere sab mitayenge
Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga!
Tu be-misaal hai, teri kya misaal doon
Aasmaan se aayi hai, yehi keh ke taal doon
Phir bhi koi jo pooche, kya hai tu kaisi hai
Hathon me rang leke, hawaa me uchaal doon
(hawaa mein uchhal doon..)
Khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga!
Jo bhi zameen tere paaon tale aaye
Kadmon se chooke woh aasmaan ho jaaye
Tere aage pheeke pheeke saare shringar hai
Main toh kya farishte bhi tujhpe nissar hain
Garmi ki shaam hai tu, jaadon ki dhoop hai
Jitne bhi mausam hain, tere karzdaar hain
(tere karzdaar hain..)
Khuda bhi jab tere andaaz dekhta hoga
Itni anmol cheej de di kaise, sochta hoga!
Chehra hai ya jaadu, roop hai ya khwab hai
Aankhein hain ya afsaana, jism ya kitaab hai
Aaja tujhe main padh loon, dil mein utaar loon
Hothon se dekhun tujhe, aankhon se pukar loon
Khwahishein ye kehti hain, kehti rehti hain
Leke tujhe baahon mein shaamein guzaar loon
(shaamein guzaar loon..)
Khuda bhi ab tujhe din raat dhoondta hoga

Haan Ho Gayi Galti Mujhe Main Jaanta Hu..
Haan Ho Gayi Galti Mujhe Main Jaanta Hu..
Par Ab Bhi Tujhe Main Apni Jaan Maanta
Hu..
Ek Aakhri Mauka De Mujhe..
Aaj Bhi Main Tujhe Apni Shaan Manta Hu..
Sirf Saanse Hi To Baaki Hai Jb Teri Yaad Aati
Hai..
Yaad Me Teri Sath Ye Bhi Chord Jaati Hai..
Galti To Sabse Hoti Hai Galti MujhseBhi Ho
Gyi..
Ab Maaf Bhi Krde Mujhe Kyu Dur Itna Ho
Gyi..
Ek Galti Ke Liye Kyu Sath Chord Tu Kyu
Muh Mord Gyi Tu..
Kyu Be Nishaan Sa Nishaan Chord GyiTu..
Haan Ho Gayi Galti Mujhse Main Jaanta Hu..
Par Ab Bhi Tujhe Main Apni Jaan Manta
Hu..
Jaan Maanta Hu..
Ek Aakhri Mauka De Mujhe..
Aaj Bhi Main Tujhe Apni Shaan Maanta Hu..
Shaan Manta Hu..
Jab Chupi Kr Tujhe Bhula Dunga Par Pi Kr
Bhi Yaad Aayi Tu..
Itni Si Baat Pr Chord Gyi..
Jaana Hi Tha To Aayi Kyu Jeena Mera Asaan
Kr..
Tu Mil Ye Ehsaan Kr Yaad Teri Satati Hai..
Ab Aaja Baat Maan Kr..
Jab Jab Tu Chali Jati Hai..
Aisi Nami Cha Jati Hai..
Jaise Gir Prde Ho Badal Mujh Par..
Ek Aas Dil Pe Aa Jati Hai..
Jab Aakhen Band Hoti Hai Bas Tu Sath Hoti
Hai..
Tere Yaado Ke Takiye Pe Bas Raat Meri Soti
Hai..
Soti Hai..
Tu Kyu Door Hai Yun Mujhse Tujhe Chahta
Hu Pure Dil Se..
Sun Le Meri Aarzoo..
Tu Hi Meri Jaan Hai Tu Hi Mera Jahaan Hai..
Tu Hi Hai Sab Kuch Mera
Adhoora Tere Bin Dil Ye Mera..
Kyu Tu Samajhti Nahi..
Ye Dil Hai Sirf Tera..
Haan Ho Gayi Galti Mujhe Main Jaanta Hu..
Par Ab Bhi Tujhe Main Apni Jaan Maanta
Hu..
Ek Aakhri Mauka De Mujhe..
Aaj Bhi Main Tujhe Apni Shaan Manta Hu..
Shaan Maanta Hu..
Jaan Maanta Hu.......

Dard Badhkar Fugaa Na Ho Jaaye
Dard Badhkar Fugaa Na Ho Jaaye
Yeh Zamin Aasmaan Na Ho Jaaye
Dil Mein Dubaa Huaa Jo Nashtar Hai
Mere Dil Ki Zubaan Na Ho Jaaye
Dil Ko Le Lijiye Jo Lenaa Hai
Phir Yeh Saudaa Garaa Na Ho Jaaye
Aah Kije Magar Latif-e-Tarim
Lub Tak Aa kar Dhuaa Na Ho Jaaye
Yeh Zamin Aasmaan Na Ho Jaaye
Dil Mein Dubaa Huaa Jo Nashtar Hai
Mere Dil Ki Zubaan Na Ho Jaaye
Dil Ko Le Lijiye Jo Lenaa Hai
Phir Yeh Saudaa Garaa Na Ho Jaaye
Aah Kije Magar Latif-e-Tarim
Lub Tak Aa kar Dhuaa Na Ho Jaaye
Yeh Zamin Aasmaan Na Ho Jaaye
Dil Mein Dubaa Huaa Jo Nashtar Hai
Mere Dil Ki Zubaan Na Ho Jaaye
Dil Ko Le Lijiye Jo Lenaa Hai
Phir Yeh Saudaa Garaa Na Ho Jaaye
Aah Kije Magar Latif-e-Tarim
Lub Tak Aa kar Dhuaa Na Ho Jaaye
Yeh Zamin Aasmaan Na Ho Jaaye
Dil Mein Dubaa Huaa Jo Nashtar Hai
Mere Dil Ki Zubaan Na Ho Jaaye
Dil Ko Le Lijiye Jo Lenaa Hai
Phir Yeh Saudaa Garaa Na Ho Jaaye
Aah Kije Magar Latif-e-Tarim
Lub Tak Aa kar Dhuaa Na Ho Jaaye
Raftaa Raftaa Woh Meri Hasti Ka Saamaan Ho Gaye
Raftaa Raftaa Woh Meri Hasti Ka Saamaan Ho Gaye
Pehale Jaan, Phir Jaan-e-Jaan, Phir Jaan-e-Jaanaa Ho Gaye
Din-b-Din Badhatee Gayi, Iss Husn Ki Raanaaaiyaa
Pehale Gul, Phir Gul-badan, Phir Gul-badamaa Ho Gaye
Aap Toh Nazdeek Se Nazdeek-Tar Aate Gaye
Pehale Dil, Phir Dil-Rubaa, Phir Dil Ke Mehmaan Ho Gaye
Pyaar Jab Hadh Se Badha, Saare Takalluf Meet Gaye
Aap Se Phir Tum Huae, Phir Tu Ka Unwaa Ho Gaye

Labels:
great ghazals,
listen to ghazals online,
love ghazals,
Raftaa Raftaa Woh Meri Hasti Ka Saamaan Ho Gaye
Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ke Mein Zinda Hoo Abhi
Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ke Mein Zinda Hoo Abhi
Mujhkoi Ahsaas Dila Do Ke Mein Zinda Hoon Abhi
Mere Rukane Se Meri Saanse Bhi Ruk Jaayegi
Fasale Aur Badha Do Ke Mein Zinda Hoon Abhi
Zehar Peene Ki Toh Aadat Thi Zamanewalo
Ab Koi Aur Dava Do Ke Mein Zinda Hoon Abhi
Chalati Raho Mein Yuhi Aankh Lagi Hai ‘Faakir’
Bheed Logo Ki Hata Do Ke Mein zinda Hoon Abhi

शाम से आँख में नमीं सी है
शाम से आँख में नमीं सी है
आज फिर आप की कमी सी है
दफ़्न कर दो हमें के साँस मिले
नब्ज़ कुछ देर से थमी सी है
आज फिर …
वक़्त रहता नही कहीं टिककर
इसकी आदत भी आदमी सी है
आज फिर …
कोई रिश्ता नही रहा फिर भी
एक तसलीम लाजमी सी है
आज फिर …
आज फिर आप की कमी सी है
दफ़्न कर दो हमें के साँस मिले
नब्ज़ कुछ देर से थमी सी है
आज फिर …
वक़्त रहता नही कहीं टिककर
इसकी आदत भी आदमी सी है
आज फिर …
कोई रिश्ता नही रहा फिर भी
एक तसलीम लाजमी सी है
आज फिर …
Manzil Na De Charaagh Na de hausalaa Toh De
Manzil Na De Charaagh Na de hausalaa Toh De
Tinake Ka Hi Sahi Tu Magar Aasaraa Toh De
Main Ne Ye Kab Kahaa Ke Mere Haq Mein Ho Javaab
Lekin Khaamosh Kyuu Hai Tu Koi Faisalaa Toh De
Baraso Main Tere Naam Pe Khaataa Rahaa Fareb
Mere Khudaa Kahaa Hai Tu Apanaa Pataa Toh De
Beshak Mere Naseeb Pe Rakh Apanaa Ikhtiyaar
Lekin Mere Naseeb Mein Kyaa Hai Bataa Toh De

All time great ghazals,
ghazals,
Manzil Na De Charaagh Na de hausalaa Toh De,
romantic ghazals
Wednesday, March 18, 2015
Tu jo hai toh main hoon | Mr. X ft Ankit Tiwari
Teri saanson ki saans mein
Jo hoon toh main hoon
Tere khwabon ki aanch mein
Jo hoon toh main hoon
Tere hone se hi mera hona hai
Tujhko khona jaise khudko khona
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Bin tere mera kya hai
Jisko sunu jisko kahoon
Bin tere mujh mein kya hai
Jisko jiyun jis mein rahun
Tujh mein hi duniya meri hai
Tere ik pal mein sadiyan meri
Bin tere main sehra saa hoon
Bin tere main qatra bhi nahi
Tere hone se hi mera hona hai
Tujhko khona jaise khudko khona
Tu jo hain toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu jo hain toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu mere chehre pe hai
raahat saa jo thehra huaa
Main bhi tere haathon mein
kismat sa hoon, bikhra hua
Tu meri rooh saa hai
Tujhko chhu ke main zinda lagun
Jab bhi main mujhko dekhun
Mujh mein bhi main tujh sa lagun
Tere hone se hi mera hona hai
Tujhko khona jaise khudko khona
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Jo hoon toh main hoon
Tere khwabon ki aanch mein
Jo hoon toh main hoon
Tere hone se hi mera hona hai
Tujhko khona jaise khudko khona
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Bin tere mera kya hai
Jisko sunu jisko kahoon
Bin tere mujh mein kya hai
Jisko jiyun jis mein rahun
Tujh mein hi duniya meri hai
Tere ik pal mein sadiyan meri
Bin tere main sehra saa hoon
Bin tere main qatra bhi nahi
Tere hone se hi mera hona hai
Tujhko khona jaise khudko khona
Tu jo hain toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu jo hain toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu mere chehre pe hai
raahat saa jo thehra huaa
Main bhi tere haathon mein
kismat sa hoon, bikhra hua
Tu meri rooh saa hai
Tujhko chhu ke main zinda lagun
Jab bhi main mujhko dekhun
Mujh mein bhi main tujh sa lagun
Tere hone se hi mera hona hai
Tujhko khona jaise khudko khona
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Tu jo hai toh main hoon
Yun jo hai toh main hoon
Labels:
mr x box office collection,
mr x dialogues,
Mr X mp3 songs,
mr x release dates,
mr x review,
mr x song lyrics,
mr x star cast,
mr x videos
Subscribe to:
Posts (Atom)